Apnay Raja Rental kay karnaamay khul kay saamnay aa rahay hein ... Tamam PPP workers ko special and baaqi awaam ko ordinary mubarik ho ... Raja Sahib nay apnay lonodn waalay flat khareednay kay liay Awam ko 43% ka lajawab teeka lagaanay ka jo program banaya tha wo media ki waja say iltawaa mein chala gia ... Allah karey aisay "sabz qadam" mansoobay iltewaa mein hi rahein .. filhaal khabar mulaahza kejiay:
http://www.jang.com.pk/jang/jan2010-daily/17-01-2010/updates/1-17-2010_18044_1.gif