the other day i was sitting and watching the segment of rural news on ARY digital. it goes like this.
1) tando mohammad khan main hospital ki haalat e zaar yeh hay k naa to wahan ultrasound ki machine hay or na he labour ward hay. awam bunyadi sahoolyat say mehroom hain.
2) sialkot main 7 saala bachay ko ziaadtee k baad qatal karnay wala mujrim police muqablay main halak.
3) badeen main datsun or pickup ka accident..4 afraad halak.
4) (forgot the place) 3 saala bachee k saath ziaadtee ka muzlim pakra gaya..!!
5) gujranawala main cheeni na payd..!!
this is islamic republic of pakistan...after 60 odd years..!