netengr....tum nay bataya nahee kabhee..k tum indian ho...:)..waisay ap baray khush naseeb ho jo yeh sahab ap ko educate karnay lagay thay...kyun k main to aaj tak us EDUCATION say mustafeed naee ho saka...meri baari anay par pata naee yeh education kahan chali jaati hay..!!
as fr jamat and taliban hatred...hum pakistani he kia kam hain jo ab indians pr bhee ilzaam...!....jaisay hum pakistanion ka dil to jamaat or taliban ki muhabbat say bhara para hay..!!
.waisay kisi ko indian bananay k liye agar koi ilzaam jo k pakistan say related hota to zyada behter hotaa..!!
Posted 2 years ago on 18 Dec 2009 18:52
#